Sunday, 20 August 2017

Nitish kumar ke din bure aa gaye hain
Aisa lagta hai saade saati lag gaee hai
Jo barbad kar ke hi chhodegi
Kya image thi ke har koee taareef
Karte nahin thakta tha
Aur kya naam dubaya ke har koee
gaali ke siva baat nahin karta hai
Dhattttt tere ki

No comments:

Post a Comment