Saturday, 26 August 2017

Sharm nahin aati in logon ko
Hariyana main 32 se zyada log mare gaye
Sur c.m. se lekar prawakta tak sab
Leela poti karne main lage hain
Aur apni peeth thapthapa rahe hain
Desh ki arbon kharbon ki milkiyat
Waah ho gaee uska gham
Kisi ko bhi nahin hai
Na 32 marne walon ka koee gham hai.

No comments:

Post a Comment