Ye hain asli aatankwadi Jo hariyana, punjab, mathura main loot aagzani, aur desh ki arbon ki milkiyat ko nuqsan pahuncha kar desh ki aam janta, police, media sabko aatankit karte rahte hain aur sarkar inke tushti karan ki neeti apna kar koee sakht qadam nahin uthati hai, sab kuchh pahle se maloom hone ke bawajood sarkar haath baandhe kyun khadi rahti hai ? Aisi nikammi aur nakara sarkar ko kursi par rahne ka koee haq nahin hai.
No comments:
Post a Comment